Esse letra de Sayeed Qadri já foi acessado por 94 pessoas.
Bheed Mein Bhi Hum Tanha Rahein Tere Gum Ne Yeh Haalat Kar Di
Kabhi Khud Ke Liye Kuchh Soch Sake Itani Bhi Nahi Fursat Di
Aankhon Ki Talash Jo Hai, Woh Hai Tera Chehra
Dhadkan Dil Ke Paas Toh Hai, Lekin Hai Bewajah
Main Hoon Shaukh Se Abb Koi Patta Tuta Huva
Mujhko Yeh Hawaayein Udaati Phire Har Jagah
Ke Bin Tere Jeena Nahi, Haan Bin Tere Jeena Nahi
Na Bin Tere Jeena Nahi, Ja Bin Tere Jeena Nahi

Chahe Jitne Bhi Aansu Bahein
Saansein Seene Mein Chubhati Rahein, Muskura Kar Har Gum Sahein
Dil Se Ho Kam Kabhi Na Yeh Dard Tera, Phool Jaisa Lage Har Zakhm Tera
Inko Mujhko Toh Seena Nahin, Ke Bin Tere Jeena Nahi
Aankhon Ki Talash Jo Hai, Woh Hai Tera Chehra
Dhadkan Dil Ke Paas Toh Hai, Lekin Hai Bewajah
Main Hoon Shaukh Se Abb Koi Patta Tuta Huva
Mujhko Yeh Hawaayein Udaati Phire Har Jagah
Ke Bin Tere Jeena Nahi, Haan Bin Tere Jeena Nahi
Na Bin Tere Jeena Nahi, Ja Bin Tere Jeena Nahi
Bheed Mein Bhi Hum Tanha Rahein Tere Gum Ne Yeh Haalat Kar Di
Kabhi Khud Ke Liye Kuchh Soch Sake Itani Bhi Nahi Fursat Di
Teri Yaadon Mein Har Pal Kate, Khud Se Teri Hi Baatein Karein
Dil Khijaaon Sa Banjar Rahein
Humko Manjoor Hai Har Sitam Tera, Berukhi Bhi Teri Bewafapan Tera
Jaam Kushiyon Ka Peena Nahi, Ke Bin Tere Jeena Nahi
Aankhon Ki Talash Jo Hai, Woh Hai Tera Chehra
Dhadkan Dil Ke Paas Toh Hai, Lekin Hai Bewajah
Main Hoon Shaukh Se Abb Koi Patta Tuta Huva
Mujhko Yeh Hawaayein Udaati Phire Har Jagah
(ke Bin Tere Jeena Nahi, Haan Bin Tere Jeena Nahi
Na Bin Tere Jeena Nahi, Ja Bin Tere Jeena Nahi) - 2
Para enviar você precisa efetuar um cadastro gratuito no site. Caso já tenha um cadastro, acesse aqui.
Acesse agora, navegue e crie sua listas de favoritos.
Entrar com facebook Criar uma conta gratuita
Comentários (0) Postar um Comentário