Esse letra de Mujhse Shaadi Karogi já foi acessado por 91 pessoas.
Veja também o vídeo da música tocada.
Alka yagnik:
Ho oh oh oh oh, ho oh oh oh oh
Oh oh ho ho, ho oh oh oh oh
Udit narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Alka yagnik:
O, mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
La la la la la la la
Udit narayan:
Hey hey hey, ho ho ho
Tu ada hai tu mohabbat, tu hi mera pyaar hai
Mar mita hoon mar mita hoon
Haan mujhe ikraar hai
Alka yagnik:
Jaanti hoon hai sharaarat yeh jo tera pyaar hai
Kya karoon main kya karoon main
Dil ko to inkaar hai
Udit narayan:
O, tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Alka yagnik:
Main haseena naazneena, har taraf yeh shor hai
Tu deewaana ban gaya hai
Dil pe kis ka zor hai
Udit narayan:
Main deewaana kam nahin hoon, haarkar na jaaoonga
Dil churaane aa gaya hoon
Dil chura le jaaoonga
Alka yagnik:
Tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye - 2
Rab kare mujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Udit narayan:
O, tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyaar ho jaaye - 2
Para enviar você precisa efetuar um cadastro gratuito no site. Caso já tenha um cadastro, acesse aqui.
Acesse agora, navegue e crie sua listas de favoritos.
Entrar com facebook Criar uma conta gratuita
Comentários (0) Postar um Comentário