Esse letra de Sunidhi Chauhan já foi acessado por 75 pessoas.
Veja também o vídeo da música tocada.
chori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaaÂ…Â…kiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,
uski yaadon mein, uske khwaabon mein
jhoome jiyaa reÂ…Â…Â…crazy kiyaa re
naa usko pataa, naa uski khataa
main uspe mar gayi, zaraa usko bataa,
dheere dheere ikraar mein,
kabhi kabhi intezaar mein ,
uske hi pyaar meinÂ…Â…Â…jhoome jiyaa reÂ…crazy kiyaa re
main yahaan bhi gayi, main wahaan bhi gayi,
sochaa pal pal use, main jahaan bhi gayi
din ho yaa raat ho
woh mere saath ho
jab uski baat hoÂ…jhoome jiyaa reÂ…Â…crazy kiyaa re
chori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2
jaadu se jaadu kiyaaÂ…Â…kiyaa re
jaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,
uski yaadon mein, uske khwaabon mein
jhoome jiyaa reÂ…Â…Â…crazy kiyaa re
Para enviar você precisa efetuar um cadastro gratuito no site. Caso já tenha um cadastro, acesse aqui.
Acesse agora, navegue e crie sua listas de favoritos.
Entrar com facebook Criar uma conta gratuita
Comentários (0) Postar um Comentário