Letra da Música: Aapke Kareeb Hum Rehte Hai - Sadhana Sargam

Esse letra de Sadhana Sargam já foi acessado por 305 pessoas.

Publicidade
Comente

v-male--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

armaan bhi hai tumhe paane ka,
tumpe dil aur jaan lutaane ka
jaan ki kasam sach kehte hai - 2

--female--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

armaan bhi hai tumhe paane ka,
tumpe dil aur jaan lutaane ka
jaan ki kasam sach kehte hai - 2

--male--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

--female--
aapse hai humein kitni mohabbat,
aap to yeh nahin jaane

--male--

ho aapko aise kaise bataaye
aapko hum kya maane

--female--

dhadkan pe kya, humne likha hai - 2
padlo dil ki lagar se

--male--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

--female--

armaan bhi hai tumhe paane ka,
tumpe dil aur jaan lutaane ka
jaan ki kasam sach kehte hai - 2

--male--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

--male--
aapko sab maaloom hai dilbar,
aapko kya badalaaye

--female--

aapne humko samajh liya hai,
aapko kya samajhaaye

--male--

kya hai tamanna, kya khwaayish hai - 2
poochho apni jigar se

--female--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

--male--
aapke kareeb hum rehte hai
apna naseeb tumhe kehte hai

--female--
armaan bhi hai tumhe paane ka,
tumpe dil aur jaan lutaane ka
jaan ki kasam sach kehte hai - 2

--male--
aapke kareeb hum rehte hai

--female--
apna naseeb tumhe kehte hai

Quer fazer uma correção nesta letra?





    Comentários (0) Postar um Comentário

    Nenhum comentário encontrado. Seja o primeiro!